कहा जाता है की लोग लव में पागल हो जाते है और यह सही भी कहा जाता है की लोग लव करते करते पागल हो जाते हैं और यह कई बार हुआ है की कई लोग अपनी जान भी दे देते हैं इसलिए लव के कारण कई लोग पागल भी हो जाते है
इसलिए मेरी राय से लव मत करो
~~~
आपकी राय में क्या करना चाहिए
pyaar kiyaa nahi jata woh to ho jata hai !!
har koi kisi na kisi se pyaar karta hai aur pyaar ke anek roop hai. bahan ka pyaar sneh kehlata hai, maa ka pyaar mamta.
pyaar jaroori hai iske bina bhi nahi raha ja sakta aur pyaar me intezar ka mazaa apna hi mazaa hota hai …
main ek ladki se pyaar karta hoon.
wo mere ghar ke bagal me hi rahti hai.
wo bhi mujhe dekha karti hai.
lekin wo pyaar ka izhaar aaj tak naheen ki.
mere sahar me ye bhi afwah hai ki maine use kiss kiya tha.
lekin aisi baat naheen hai.kuchh asamajik tatwa hai jo mujhe badnaam karna chahte hain..lekin main aisa nahen hone doonga.
aanta me main yahi kahna chahunga ki pyaar ka har ek pal me khusi hoti hai..lekin sabse khusi tab hoti hai jab ladka ladki ko izhaar kar deta hai….
MAIN USKE INTZAAR MAIN HAR EK PAL JEE RAHA HOON…
WO MUJHE NAHEEN MILI TO MAIN PAGAL HO JAUNGA…
April 10, 2008 at 7:00 pm

pyaar Bina Chain kaha re !!
April 24, 2008 at 6:03 am